Aao janch letay hain dard k trazo per,
Kis ka gham kahan tak hai,
Shidatain kahan tak hain,
Kuch aziz logon se pochna tu parta hai,
Aj kal mohabat ki keemtain kahan tak hain,
Ek shaam aa jao khul k hal-e-dil kah len,
Kon jane Sanson ki Mohltain kahan tak hen
No comments:
Post a Comment