Zara thehro...!
Chalay jana...!
Mjhy kuch tm se kehna hai,
Boht waqt nhi laina,
Mukhtasir si bat krni hai,
Na dukh apny suna-ny hain,
Na koi faryad krni hai,
Na ye malom krna hai k halaat kaisy hain,
Tumhry humsafar tumhary sath kaisy hain,
Na ye maloom krna hai k din raat kaisy hain,
Mujhy bs itna he kehna hai, K